Monday, April 14, 2008

Triveni

Wo aag jo ishq ki iss seene mein jal rahi thi
Bujhne lagi hai, raakh se dhuaan uthTaa hai

Wo aa jaaye gar hawaa ki tarah, shayad phir sulag jaaye...

1 comment:

Piyush k Mishra said...

Wo aag jo ishq ki iss seene mein jal rahi thi
Bujhne lagi hai, raakh se dhuaan uthTaa hai

Wo aa jaaye gar hawaa ki tarah, shayad phir sulag jaaye...

third line kuch yun banao zyada maza aayega-

wo phir bujhane hi aayein hawa ki tarah,phir sulag jaaun