Friday, April 11, 2008

Aa Bhi Jao...

Aa bhi jao,

bolo kab aaoge?

jab niklegi jaan

kya tab aaoge?

nahi aaoge tum,

yakin hai mujhko

par itna karna,

jaise giraya tumne

nazar se mujhko

yaad karke mujhe

unhi aankhon se

giraa dena kabhi

ek aansoo bhi...

1 comment:

Piyush k Mishra said...

oh!!
ye badhiya hai.
chhoti chhoti panktiyaan hain kavita mein aur achha khyal aaya hai.